Saturday, 2025-01-11, 4:58 PM
TEHREER
The Place of Entertainment and knowledge
Welcome Guest | RSS
Site menu
Categories
غزلیات نظمیں
منتخب اشعار قطعات
Quotations انتخاب
Entries archive
Recent Blogs-->
Recent Comments-->
I can only imagine how much research has gone into this. I like your writing skills as it makes one feel included in the journey. Thank you for the valuable notes.I enjoy kinds very own post. It will be respectable to get a single narrative inside and outside of the core of this distinctive core specialized niche will likely be commonly knowledgeable.
https://www.ilmkidunya.com/9th-class/roll-number-slips.aspx

thnx inam

hahahah

Thnx inam

hahah nice

Our poll
Rate my site
Total of answers: 24
Main » 2011 » December » 14
Us Ke Honton Ka Tabbasum Rahe Qayam Ya Rab
Us Ke Jeevan Main Khushiyon Ka Basera Kar de

Tu Meri Karb Ki Raaton Ko Bhale Khatam Na Kar
Us Ki Har Sham Ke Aakh?r Main Sawera Kar de

Us Ke Dil Ke Kisi Konay Main Jaga De Mujh ko
Us Ki Ankhon Ko Mere Sapnon Se ghera Kar de

Yeh Mere Dil Ki Dua Hai Mere Maula Sun le
Saari Dunya Se Chupa Kar Usay Mera Kar de
Category: غزلیات | Views: 702 | Added by: Crescent | Date: 2011-12-14 | Comments (0)

Kuch to majbooriyaan raheen hoongee
yoon koi bewafa nahi hota

guftugoo on se roz hotee hai
muddatoon samna nahi hota

ji buhat chahta hai sach bolain
kia karain hosla nahi hota

raat ka intizar kaun karey
aaj kal din main kia nahi hota
Category: غزلیات | Views: 770 | Added by: Crescent | Date: 2011-12-14 | Comments (0)

Saza Pe Chod Diya Jaaza Pe Chod Diya
Her Ek Kam Ko hum Ne Khuda Pe Chod Diya

Wo Hum Ko Yaad Rakhe Ya Phir Bhula De
Usi Ka Kam Tha Us Ki Raza Pe Chod Diya

Ab Us Ki Marzi Bhuja De Ya Jala De
Charagh Hum Ne Jala Ke Hawa Pe Chod Diya

Ab Us Se Baat Kiye Bagair Kaise Rehain Gain Hum
Ye Masla Dua Ka Tha So Dua Pe Chod Diya

Is Liye Tu Wo Kehte Hain Dewana Hum Ko
Ke Hum Ne Sara Zamana Wafa Pe Chod Diya
Category: غزلیات | Views: 779 | Added by: Crescent | Date: 2011-12-14 | Comments (0)

Beta na pass bat bhi hum se na kar ska

lakin wo chehra chand sa acha buht laga

Category: منتخب اشعار | Views: 777 | Added by: Crescent | Date: 2011-12-14 | Comments (0)

December Mein Aksar Raat Main Tanha Akele Main

Tumhi Ko Yaad Karta Hoon
Tumhari Jheel Si Sharmati Aankhoon Ko
Jo Mujh Ko Deekh Kar Ek Pal Haya Ke Lal Pardon Main
Simat Si Jati Theen
Tumhare Haanth Ke Thande Paseene
Jo Tanha Deekh Kar Mujh Ko Bari Chahat Se Aatee Thay
Mein Joon Hi Haanth Main Apne Tumhara Haath Leeta Tha
Mere Haanthoon Ki Garmi Se
Paseene Bhap Ban Ke Iss Fiza Mein Kho Se Jate Thay
Unhi Ko Yaad Karta Hoon
Wo Jab Thak Kar Tumhari Goud Mein Sar Rukh Ke Soota Tha
Tum Apni Zulf Ki Thandi Hawaoon Ke
Hazaroon Qaflee Le Kar Mere Chehre Pe Jhukti Theen
Baree Hi Pyar Se Jab Mujh Ko Takti Theen
Aur Kehti Theen
Apni Aankhoon Ko Band Rukhna
Mujhay Bus Dekhne Dena
Aur Dheeree Se Mere Maathay Ko Apne Hoontoon Se Choo Kar
Tum Apne Pyaree Hanthoon Se
Chupanee Ke Liye Khud Ko Meri Aankhoon Ko Dhakti Theen
Wo Lamhee Yaad Karta H ... Read more »
Category: نظمیں | Views: 758 | Added by: Crescent | Date: 2011-12-14 | Comments (0)

Search
Login In
Recent Posts-->
Popular Threads-->
Recent Photos-->
Poetry blog
Copyright Tehreer © 2025