I can only imagine how much research has gone into this. I like your writing skills as it makes one feel included in the journey. Thank you for the valuable notes.I enjoy kinds very own post. It will be respectable to get a single narrative inside and outside of the core of this distinctive core specialized niche will likely be commonly knowledgeable. https://www.ilmkidunya.com/9th-class/roll-number-slips.aspx
Main » 2011»December»14 » December Mein Aksar Raat Main Tanha Akele Main
2:18 PM
December Mein Aksar Raat Main Tanha Akele Main
December Mein Aksar Raat Main Tanha Akele Main
Tumhi Ko Yaad Karta Hoon Tumhari Jheel Si Sharmati Aankhoon Ko Jo Mujh Ko Deekh Kar Ek Pal Haya Ke Lal Pardon Main Simat Si Jati Theen Tumhare Haanth Ke Thande Paseene Jo Tanha Deekh Kar Mujh Ko Bari Chahat Se Aatee Thay Mein Joon Hi Haanth Main Apne Tumhara Haath Leeta Tha Mere Haanthoon Ki Garmi Se Paseene Bhap Ban Ke Iss Fiza Mein Kho Se Jate Thay Unhi Ko Yaad Karta Hoon Wo Jab Thak Kar Tumhari Goud Mein Sar Rukh Ke Soota Tha Tum Apni Zulf Ki Thandi Hawaoon Ke Hazaroon Qaflee Le Kar Mere Chehre Pe Jhukti Theen Baree Hi Pyar Se Jab Mujh Ko Takti Theen Aur Kehti Theen Apni Aankhoon Ko Band Rukhna Mujhay Bus Dekhne Dena Aur Dheeree Se Mere Maathay Ko Apne Hoontoon Se Choo Kar Tum Apne Pyaree Hanthoon Se Chupanee Ke Liye Khud Ko Meri Aankhoon Ko Dhakti Theen Wo Lamhee Yaad Karta Hoon Mein Ab Tanha Hoon Bohut Masroof Rehta Hoon Subha Se Shaam Tak Iss Dhoop Main Khud Ko Ragarta Hoon Thakan Se Choor Hokee Loot Ke Jab Ghar Ko Aata Hoon Udasi Ke Ghanee Badal Mere Dil Pe Baraste Hain Unhi Badal Se Buchne Ko Laga Ke Shoola Hoontoon Se Mein Chuth Pe Bhaag Jata Hoon Tehelta Hoon, Bohut Beechen Hota Hoon Tumhi Ko Yaad Karta Hoon Ke Tum Hoteen Tu Yee Hota, Ke Tum Hoteen Tu Wo Hota !!!